Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam Lyrics
इब्न-ए-खुदा देखो हो के मुजस्सम,
चरनी में आए हैं -2
उसकी आमद के नगमें,
दूतों ने देखो, सबको सुनाए हैं
इब्न-ए-खुदा देखो हो के मुजस्सम,
चरनी में आए हैं
दाऊद के शहर में पैदा हुआ,
मुनज्जी ख़ुदावंद खुदा
देगा कफ्फ़ारा, वो ही हमारा,
ठहरा हमारी नजात
उसकी मदहा गाते हुए,
गड़रिये भी आए हैं -2
उसकी आमद के नगमें,
दूतों ने देखो, सबको सुनाए हैं
इब्न-ए-खुदा देखो हो के मुजस्सम,
चरनी में आए हैं
देख सितारा, खुल गईं क़िताबें,
पैदा हुआ बादशाह
बाप का नक्श है, वादों का सच्चा,
ठहरा कलाम गवाह
देखो मजूसी पूरब से यूँ,
सजदे को आए हैं -2
उसकी आमद के नगमें,
दूतों ने देखो, सबको सुनाए हैं
इब्न-ए-खुदा देखो हो के मुजस्सम,
चरनी में आए हैं
वो इब्न-ए-आदम, जिंदा खुदा है,
रूहों की वो ही नजात
जीवन की रोटी, जीवन का पानी,
वो ही है, अब्दी हयात
बनके कफ्फ़ारा, मेरे मसीहा,
दुनियां में आए हैं -2
उसकी आमद के नगमें,
दूतों ने देखो, सबको सुनाए हैं
इब्न-ए-खुदा देखो हो के मुजस्सम,
चरनी में आए हैं
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam,
Charni Me Aaye Hain -2
Uski Aamad Ke Nagme,
Duton Ne Dekho, Sabko Sunaye Hain
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam,
Charni Me Aaye Hain
Daud Ke Shehar Me Paida Hua,
Munajji Khudawand Khuda
Dega Kaffara, Wo Hi Hamara,
Thehra Hamari Najaat
Uski Madhaa Gaate Huye,
Gadariye Bhi Aaye Hain -2
Uski Aamad Ke Nagme,
Duton Ne Dekho, Sabko Sunaye Hain
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam,
Charni Me Aaye Hain
Dekh Sitara, Khul Gayi Kitaben,
Paida Hua Badshah
Baap Ka Naksh Hai, Waadon Ka Sachcha,
Thehra Kalaam Gawah
Dekho Majusi Purab Se Yun,
Sajde Ko Aaye Hain -2
Uski Aamad Ke Nagme,
Duton Ne Dekho, Sabko Sunaye Hain
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam,
Charni Me Aaye Hain
Wo Ibn-E-Aadam, Zinda Khuda Hai,
Ruhon Ki Wo Hi Najaat
Jeevan Ki Roti, Jeevan Ka Paani,
Wo Hi Hai, Abdi Hayaat
Banke Kaffara, Mere Masiha,
Duniyan Me Aaye Hain -2
Uski Aamad Ke Nagme,
Duton Ne Dekho, Sabko Sunaye Hain
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam,
Charni Me Aaye Hain
Ibn-E-Khuda Dekho Ho Ke Mujassam | Philphus Ghouri | Arif Bhatti, Sangeeta Arif, Samuel Gill
Singer : Arif Bhatti, Sangeeta Arif, Samuel Gill
Lyrics : Philphus Ghouri
Compostion : Samuel Gill
0 Comments